aasha hai aap sabhi prabhu kripa se khush aur mangal honge, jivan ki is bhagdod bhare safar me do pal prabhu smruti aapke dil aur dimag ko tarotaja karti hogi, aisa mera vishwas hai
yahan se aap koi bhi bhajan download kar sakte hai real player hona jaruri hai , isake bad bhi agar aap download nahi kar pa rahe hai toh kripa karke bhajan ka naam likhkar pradeep.bagora@yahoo.co.in mail kare